Abstract
Bachoon ke ba adab, naik aur saleem ul aqal banane ke liye walidain, ustadoon aur aziz o aqarib ki tawajuh, tarbiyat aur rahnumayi naguzir hai. Shakhsiyat sazi aur kirdarsazi main taleem o tarbiyat ke sath gair darsi kutub, rasa'il aur adab e atfaal se muta'liq tamaam chezain aham role ada karti hain. Dekha gaya hai ki school ki darsi kutub bachoon ko khatir kha mawad nahi dey patiin, jabki adab e atfaal se muta'liq gair nisabi mawad unko tafrih aur zehni sakoon faraham karne ka aik aham aur fa'al wasela sabit hua hai. ye na sirf bachoon ke liye mufeed shagul mahya karta hai, balki bache tamaam tar salahiyatoon ko baro e kar lakar uski kirdar sazi main aham role nibhata hai. Is maqala main buniyadi aur sanvi makhazoon se istifada hasil kiya jayega. Bachoon ki kirdar sazi aur zehni nashonuma main walidain ki tarbiyat aur adab e atfaal kis hadd tak zaroori hai, uska jaiza liya jayega.
References
https://www.verywellmind.com/piaget-stages-of-cognitive-development-
Sir Sayed Ahmad Khan: tarbiyat e atfaal, tehzeeb ul akhlaq, vol-1, Aligarh Muslim
University, 1287 H, Number-7
Munshi Fazil Molvi Hamid Hussain, Fitrat e Atfaal, Urdu Tarjuma: The Scientific
Training of Children (Christian D Lawrson), Muslim University Aligarh, 1926
Tehzeeb ul Akhlaq: Idaria, Aligarh Muslim University, March 2021.
Ghulam Haider: Bachoon main Adab e atfaal aik jaiza (Prof. Akbar Rehmani), Edition,
Educational Academy, IslamPur, Jalgaon, 1991.
Prof. Mushtaq Ahmad Zargar Muntazir, Khudayas Hawaleh, Gild Publication, Aligarh,
This work is licensed under a Creative Commons Attribution-NonCommercial 4.0 International License.